Sunday, March 18, 2018

मेरी प्रार्थना

Dost abhi muje neend nahi aa rahi or me 12.30 baje se hi jaga hua hun....

Pareshaan nahi hun,
bus yun hi karvate badal raha hun...

Kuch khayaal bhi karvaton ke saath badal rahe hein...

socha inhe compile kar lu zara, par...

Phir yaad aaya ki kuch acchi prarthana bol kar shayad kuch rahat mile mujko...

To fir apne Vichar kaksh (jahan mein aksar vicharon se batiyata rahata hun) me raat ko kuch purane fate haal huve, samy v dhool ki maar me lipti kuch kitabein-kagajon ko khangaalne baith gaya . . ..

Pata tha jise dhund raha hun vaha kahaan he.  .....

Kuch hi der me vah mere haathon me thi. .... Jiski talash anayas raat me karvaton ne le li thi...
.
Ek baar ji bhar k dekh liyaa use , khush bhi tha ki ab wo mere saath mere paas he.  .....

Sukooooon mila use paa kar ab...

Karvaton ki halchal ab thum si gae he..

Raat ki ab 2:04 bhi ho gae he...

Socha savere uth kar batlaaunga tumhe in karvaton bhari raat ki kahaani... Ki thi kiski talash itni raat, ki so n saka ...

Pr he sukooooon ab,
ki wo ab mere saath mere pas he.  .

Jiski talash thi vah ek prarthana he mere dost , jise aap ko bhent kar raha hun...

Vah he MERI PRARTHANA MERI APNI PRARTHANA...

SOURABH KI KALAM SE......

मेरी प्रार्थना

मेरी प्रार्थना

Wednesday, March 7, 2018

‘A Peace march to war against rapists’

‘A Peace march to war against rapists’
Voiced by Mothers, Sisters, Daughters & Wives.
Date & Time- 8th March 2018, 06:00pm.
Route- Railway Station to Suchna Kendra.
Dress Code- Black ( please carry a candle for the March).
An initiative by Sangam School of Excellence.